Main » Files » My files

Shayari
[ Download from this server (55.9 Kb) ] 09-09-2023, 12:32 PM

Aapka hume bhulna ye hume pata hai

Phir bhi hum aapko bhule hai ye humari khata hai

Aapka hume bhulna isse dil ko iza hai

Aapko farhat isse hai to isi me humari raza hai

 

Sms kyu nhi bhejte?

Hume bhul gaye ho kya?

Koi aur milgayi hai kya?

 

In front hai taswir always tumhari

Fir why hum bheje sms humara

Bhul jaye kaise jab mai neend aur tum dream ho humara

And when there is no one tumse bhi pyari

 

I wonder why the sun is raging today...

Oh Its burning jealous of two lovers on the bay...

The night was roaring and so is the day...

They too have heard how lovely the two of them say...

The moon could see its light dimmed...

‘cuz like two bodies and one heart they both seemed...

The stars could see their rays trimmed...

More luminous was their bond than the stars had assumed...

Looking for a little space in this closely packed bond...

Like an unwelcome guest, a third friend’s sound...

Seeking for true love in this lovely pond...

Ready to to offer the love universe has never found.

 

Dunno why! Water is not quenching my thirst...

Sometimes the heart is like about to burst...

Beautiful gardens make no beauty to me...

Something is missing everywhere but I can’t see..

Every joy has a feel of sorrow...

It seems my feelings are struck by an arrow...

My bad! Somehow i was making a mistake...

Not knowing your feeling was never fake...

Now i regret a heart-full for my dealing...

The real cure is you and you are my healing.

 

I always try n be civil

But u won’t let me go off my evil

My evil will embarrass the devil

If you will then I will

 

My passion is my obsession 

Lo! That’s my confession 

I don’t care about your impression 

Let go! Am beyond your imagination 

 

I just don’t know to give in

I look for ways to sin

I have no kith or kin

Choose! Either my heart or find yourself in the bin

 

Matlab e ishq ko log majnu se jante hai...

Logon ki khata nhi wo hume nhi pehchante hai...

Hume is qadar mohabbat hai ae naznee...

Majnu bhi dekhe to kahe aafree aafree

 

Kabhi kabhi khamoshi bhi ajeeb hoti hai...

Baaton me zubaan se bhi aage nikalti hai...

Talwaron se to jism ke tukde hote hai...

Khamoshi to dil hi ko cheer deti hai

 

The voice of my heart, if you could hear...

It beats for the dart, jo tune phenka dear...

You mean what you mean to me

Itna ke no one means to me

You were the one in my lonely mooch

What u really are wo tu mujse pooch

The world can only lend you a praise

My love to karta hai ever tujhe chase

Whatever they say you and me make a bond

Aisi dosti nowhere dikhegi puri duniya me doond

Doond doond everywhere 

Shout out loud! Cheer!

You are my dear

Let it burst my ear

Let go off the fear

Whoever be near

Dear! Dear!Dear!

 

Jinke intezaar me aank na soyi

Din ke ujale aur raat bhi khoye

Jinki yaad me sadiyan guzari

Jab huwa deedar...

Sabhi the unke apne aur hum hi the paraye

 

Karke sauda meri khushiyon ka

Wo kisi aur ka hogaya

Mujko dekar jaam chahat ka 

Zehar nafrat ka pila diya

Rote dil ki aawaz nhi hoti

Ho awaaz to alfaaz nhi hote

Karke ghayal mere khwabon ko

Wo Kisi aur ki haqeeqat ban gaya

 

Dekh le dil chahe agar...

Jhank le is dil me magar..

Bajuz wafa ke dikhe na tujhe...

Ye dil jafa me mile na tujhe...

Kya daleel talab hai is pyaar ki...

Shahadat hai sama wa zameen ki...

Gar khalq par nhi hai aitbaar...

Khaliq khud gawa hai is pyaar ka

 

Bajuz wafa=wafa ke alawa

Jafa=dhokha

Daleel=saboot

Shahadat=gawahi

Khalq=creation

Khaliq=Creator

 

Ae khuda ye kaisi hai aazamaish

Shikwa hi kare aur na sune farmaish

Aashiq hum bhi hai ab usse hai guzarish

Dil hai hi jala... aur na bhadkao ye aatish

 

Kaisa hai ye manzar ke paani me bhi pyaas hai

Baag bhi hai banjar har khushi me udaas hai

Kab barsega ye baadal ab tak na koi aas hai

Aajao mere humdum tu har shay se mumtaaz hai

 

Ishq ki shaklein hai zyada hazaar se

Paband na kar use kisi kisi ki misaal se

Laila ki khamoshi bhi ishq tha

Majnu ki deewangi bhi ishq tha

Mushkil andaaz e ishq ki nhi

Use samajnewale ki nazar ki hai

Afsos ke har majnu ke hissa me wo laila nhi hai

 

Judaai bhi jal gayi is mohabbat se...aakar hume juda jo kiya

Khudaya ye kaisi mushkil hai...haqq e mohabbat humse ada na huwa

Judaai se kehdo hum fir bhi fida hai

Hai chandni zamee par aur chand aasma me

Koi chandni ko chand se juda kehta hai kya
 

Aashiq to hum kisise kum nhi

Magar ishq me ronewale kayar hum nhi

Tumhare ishq me pagal zarur hai

Tum hume chod do to phir bhi koi ghum nhi

Magar karte hai waada ek baat ka

Humara nhi to tum sanam kisika nhi

Hum ro nhi rahe hai

Ye to badbakht aankhein hai jo teri judaai me num rahi

Aakhir kab tak apne saanson ko rok loge tum

Hum hi tumhare saans hai to humare bagair zinda rehne tujme bhi koi dum nhi

Zubaan se kehte ho ke hume chodkar dil me koi zakham nhi

Aankhon me aankhein daalkar bhi to kaho ab bhi tumme hum nhi

Tum chahkar bhi bhul nhi sakoge hume 

Dum hai to kar dikha

Yehi humari aakhri qasam rahi
 

Category: My files | Added by: Jahangir
Views: 109 | Downloads: 3 | Rating: 0.0/0
Total comments: 0
Only registered users can add comments.
[ Sign Up | Login ]